Altamas Faridi Tu Mila Sab Скачать

Altamas Faridi Tu Mila Sab

Altamas Faridi

Tu Mila Sab

56 прослушиваний
04:36
Все треки Altamas Faridi Текст песни
Создайте песню с именемНейросеть напишет и споёт за 2 минуты · от 11 ₽Создать
Слушать
Скачать песню

Текст песни «Tu Mila Sab»

Altamas Faridi

Tu jo mere paas hai to har pal khaas hai
Mere har dard ka tujhe hi ehsaas hai
Tu jo mere paas hai to har pal khaas hai
Mere har dard ka tujhe hi ehsaas hai
Rab ki tujh mein hai parchhai
Rab ki tujh mein hai parchhai
Ishq ka tu hai khuda
Ishq ka tu hai khuda

Tu mila sab kuch mila
Ab aur kuch na chahiye
Tu mila sab kuch mila
Ab aur kuch na chahiye

Khwabon mein dekha tha
Yaadon mein rehta tha
Shokhi teri teri haseen adao ka sama
Khwabon mein dekha tha
Yaadon mein rehta tha
Shokhi teri teri haseen adao ka sama
Tu hi meri zindagi hai
Tu hi meri zindagi hai
Zindagi ka rehnuma
Zindagi ka rehnuma
Tu mila sab kuch mila
Ab aur kuch na chahiye
Tu mila sab kuch mila
Ab aur kuch na chahiye.

На странице доступен трек Tu Mila Sab от Altamas Faridi (04:36). Слушайте онлайн или загрузите в mp3 в один клик бесплатно на свое устройство — выше есть текст песни.

Другие песни Altamas Faridi

Свежее на Muzfrog

Все новинки →