Babbu Maan Hollywood Скачать

Babbu Maan Hollywood

Babbu Maan

Hollywood

20 прослушиваний
04:39
Все треки Babbu Maan Текст песни
Слушать
Скачать песню

Текст песни «Hollywood»

Babbu Maan

Hollywood Mein Rehti Hai
Hawa Mein Makaan Hai

Hollywood Mein Rehti Hai
Hawa Mein Makaan Hai
Aaj Kal Poori Duniya Ki
Jaan Meri Jaan Hai

Hollywood Mein Rehti Hain
Hawa Mein Makaan Hain
Hollywood Mein Rehti Hain
Hawa Mein Makaan Hain

Chitti Fashionable Hai
Face Adorable Hai
Rejh Aaj Kal Ho Hai
Joban Wifi Hai

Chitti Fashionable Hai
Face Adorable Hai
Rejh Aaj Kal Ho Hai
Joban Waahi Waahi Hai

Ab Zameen Dikhti Nahi
Unchi Udaan Hain

Ab Zameen Dikhti Nahi
Unchi Udaan Hain
Aaj Kal Poori Duniya Ki
Jaan Meri Jaan Hain

Hollywood Mein Rehti Hai
Hawa Mein Makaan Hai
Hollywood Mein Rehti Hai
Hawa Mein Makaan Hai

Pehle Lit Lap Lampi Thi
Ab Toh Gym Sym Jaati Hai
Pehle Sar Ko Dhakti Thi
Ab Zulfein Lehrati Hai

Pehle Lit Lap Lampi Thi
Ab To Gym Sym Jaati Hai
Pehle Sar Ko Dhakti Thi
Ab Zulfein Lehrati Hai

Chehre Pe Tabbasum Hai
Dil Ki Shaitaan Hai

Chehre Pe Tabbasum Hai
Dil Ki Shaitaan Hain
Aaj Kal Poori Duniya Ki
Jaan Meri Jaan Hai

Hollywood Mein Rehti Hain
Hawa Mein Makaan Hain
Hollywood Mein Rehti Hain
Hawa Mein Makaan Hain

Ladki Nahi Saraara Hai
Cultural Paach Sitaara Hai
Ye Baadal Koi Aawara Hai
Manjir Khoob Yaara Hai

Ladki Nahi Saraara Hai
Cultural Paach Sitaara Hai
Ye Baadal Koi Aawara Hai
Manjir Khoob Yaara Hai

Daat Hai Moti Jaise
Mar Mari Zabaan Hai

Daat Hai Moti Jaise
Mar Mari Zabaan Hai
Aaj Kal Poori Duniya Ki
Jaan Meri Jaan Hai

Hollywood Mein Rehti Hai
Hawa Mein Makaan Hai
Hollywood Mein Rehti Hai
Hawa Mein Makaan Hai

На странице доступен трек Hollywood от Babbu Maan (04:39). Слушайте онлайн или загрузите в mp3 в один клик бесплатно на свое устройство — выше есть текст песни.

Другие песни Babbu Maan

Все 52 трека

Свежее на Muzfrog

Все новинки →