Falak Shabbir Saajna Скачать

Falak Shabbir Saajna

Falak Shabbir

Saajna

92 прослушивания
04:42
Все треки Falak Shabbir Текст песни
Слушать
Скачать песню

Текст песни «Saajna»

Falak Shabbir

Eik Tujhko Hi Bas Dekh Kar
Bhooli Mujhko Hi Meri Nazar
Tujhko Shayad Nahi Hai Khabar
Tujhko Jeete Hain Hum Kis Kadar
Jurhe Jo Tere Khawab Se
Toh Toote Hum Neend Se
Yeh Kaisa Tera Ishq Hai, Saajna?
Tu Haathon Mein Toh Hai Mere
Hai Kyun Nahi Laqeeron Mein?
Yeh Kaisa Tera Ishq Hai, Saajna?

Tere Bina Kabhi Raatein Na Ho Meri
Tere Kareeb Hon Mere Yeh Din Sabhi
Tere Bina Kabhi Raatein Na Ho Meri
Tere Kareeb Hon Mere Yeh Din Sabhi
Jurhe Jo Tere Khawab Se
Toh Toote Hum Neend Se
Yeh Kaisa Tera Ishq Hai, Saajna?
Tu Haathon Mein Toh Hai Mere
Hai Kyun Nahi Laqeeron Mein?
Yeh Kaisa Tera Ishq Hai, Saajna?

Tu Saath Hai Agar
Tanha Kyu Hai Safar?
Itna Bata Mujhe
Kyun Hai Mujhse Bekhabar?
Tu Saath Hai Agar
Tanha Kyu Hai Safar?
Itna Bata Mujhe
Kyun Hai Mujhse Bekhabar?
Jurhe Jo Tere Khawab Se
Toh Toote Hum Neend Se
Yeh Kaisa Tera Ishq Hai, Saajna?
Tu Haathon Mein Toh Hai Mere
Hai Kyun Nahi Laqeeron Mein?
Yeh Kaisa Tera Ishq Hai, Saajna?

На странице доступен трек Saajna от Falak Shabbir (04:42). Слушайте онлайн или загрузите в mp3 в один клик бесплатно на свое устройство — выше есть текст песни.

Другие песни Falak Shabbir

Свежее на Muzfrog

Все новинки →