O safarnama
Sawaalon ka safarnama
Shuru tumse khatam tumpe safarnama o
O jisey dhoonda
Zamaane mein mujhi mein tha
O mere saare jawaabon ka safarnama
Meri ore se utha teri ore ko kadam pehla
Milenge hum
O safarnama
Khayaalon ka safarnama
Andhere mein ujaalon ka safarnama
O savare sa
Purana bhi nayaa bhi hai o
O muhabbat ki misaalon ka safarnama
Meri ore se utha teri ore ko kadam pehla
Milenge hum
Pehla milenge hum